Wednesday, 20 June 2012

Dil ne kaha koi yd kr rha h,
maine socha dil mazak kr rha hai,
phir jb hichki aayi to khyal aaya ki,
koi mere sms ki intezar kar rha hai.

Wade Bhii Dosto Ne Kya Khub

Wade Bhii Dosto Ne Kya Khub Nibhaye,
Zakham Aur Dard Tohfe Mein Bhijwaye,
Iss Se Bhadhkar Wafadari Kii Misaal Kya Hogi,
Ke Maut Se Pahele Dost Kafan Leaaye.

Tuesday, 12 June 2012

Zindgi se apna hr Dard Chupa Lena
Khushi N sahi Gum Gale LagaLena
Koi Kahe Mohabbat Asaan he
To Use Mera Tuta Hua Dil Dikha DenA

Mere naseeb main tu nahin shayad Kyun khel aisa taqdeer ka hota hai Lakeerain nahin milti hain unse Jin se ye dil milta hai Dunya kehti hai Chand lamhon ka saath tha Ye dil jaanta hai Ye umr bhar ka ehsaas tha !!!

Aaj Mosam me Kuch Alag Bat He,
Behke Huve Mere Jasbat He,
Dil Kehta He Churalu Aapko Aap hi se,
Par Mammy Kehti He Chori Karna Buri Bat He

Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain, Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain. Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta, Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta. Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon, Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.

Dil Ke Zakham Dikhane Se Kya Faida.
Kahani Dard Ki Sunsne Se Kya Faida.
Jab Taqdeer Hi Humse Ruthi Huwi Hai.
To Ilzam Unpar lagane Se Kya Faida.

Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega., Dur Hote Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega. Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse, Magar Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega

Mere pas waqt nahi hai un logo se nafrat krne ka jo mujhse nafrat karte h. Kyoki me masroof rehti hun unn logo mein jo mujhe mohabbat krte hai.

Koi Mila Hume Chand Ki Chandni Ban Kar
Koi Mila Pariyo Ki Kahani BanKar
Par Jis Kisi Ko Palko Me Basaya Humne
Wo Nikal Gaya Aakh Se Pani Ban Kar…