Tuesday, 12 June 2012

Ek bacha boy girl ko
Kiss karte hue dekh leta h.
Bacha: mujhe bhi karne do
Warna main apke papa ko bata dunga.
Ladki- Le yar tu bhi karle,
Bacha kafi try karta h,
Pr wo height me kam reh jata h,
Baccha pareshan ho kr.
"Bhaad me gayi duniyadari"
Jo kam galat he...
Wo galat hai.
Main to bataunga....

Zindgi se apna hr Dard Chupa Lena
Khushi N sahi Gum Gale LagaLena
Koi Kahe Mohabbat Asaan he
To Use Mera Tuta Hua Dil Dikha DenA

Mere naseeb main tu nahin shayad Kyun khel aisa taqdeer ka hota hai Lakeerain nahin milti hain unse Jin se ye dil milta hai Dunya kehti hai Chand lamhon ka saath tha Ye dil jaanta hai Ye umr bhar ka ehsaas tha !!!

Aaj Mosam me Kuch Alag Bat He,
Behke Huve Mere Jasbat He,
Dil Kehta He Churalu Aapko Aap hi se,
Par Mammy Kehti He Chori Karna Buri Bat He

Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain, Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain. Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta, Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta. Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon, Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.

Dil Ke Zakham Dikhane Se Kya Faida.
Kahani Dard Ki Sunsne Se Kya Faida.
Jab Taqdeer Hi Humse Ruthi Huwi Hai.
To Ilzam Unpar lagane Se Kya Faida.

Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega., Dur Hote Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega. Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse, Magar Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega